Aapki is dil lagi me hum apna dil kho baithe
kal tak us khuda k the aaj apke ho baithe.
pyar suna to tha diwana kr deta hai
aaj khud krke hum b hosh kho baithe.
Kyun tumhare is ashiq ka parwano me naam lete ho
keh kar ke dil doge humari jaan lete ho.
pata hai nahi rakh sakte hum apni dhadkano pe kaabu
phir kyun humari mohabbat ka imtehan lete ho.
Dil unke liye he machalta hai
thokar khata hai or sambhalta hai.
kisi ne is kadar kar liya dil par kabja
dil mera hai per unke liye dhadkta hai.
Mohabbat or mout dono hi
bin bulaye mehmaan hote hai,
kab aa jaye koi nahi jaanta.
lekin dono ka ek hi kaam hai
ek Dil le jati hai to doosri Dhadkan.
Jab khuda ne tujhe banaya hoga
ek aadha jaam to usne bhi lagaya hoga.
Aise hi nashili nahi teri aankhen
jaam ka kuch asar to tere mein bhi aaya hoga.
Aaj har ek pal khoobsurat hai
Dil main teri sirf teri surat hai.
Kuch bhi kahe ye duniya gum nahi
duniya se jiada humko teri zarurat hai.
Kuch log zindgi me is kdar shamil ho jate hain
agar bhulna chaho to or yad ate hain.
bas jate hain wo dil me is kadar
k ankhen band kro to samne nazar aate hain.
Apko dekhkar ye nigah jhuk jayegi
khamoshi har bat keh jayegi.
pad lena in ankhon mei apne pyar ko
apki kasam sari kaynaat wahi ruk jaegi.
Hum to pyaar k saudagar hain
sauda sacha karte hai
par jab aap jaise dost ho khariddaar
to hum muft me bhi bik jaya karte hain.
Unki ek yaad bechan kar jati hai
har cheez me unki surat nazar aati hai.
aisa hal kiya unhone pyar me hamara
ke nind aati hai to ankhen bura maan jati hain.
Is dil ka ik arman hai
ik chand me hmari jaan hai.
Jise dur se dekhna to mumkin hai
Par milna kahan aasan hai.
Kyon ki hum to ik zameen hain
arr Vo ik aasman hai
Behte aashkon ki zubaan nahi hoti
lafzon mein mohabat bayaan nahi hoti.
Mile jo pyar to kadar karna
kismat har kisi par maherban nahi hoti.
Ishq aisa karo ki dharkn mein bs jaye
saans bi lo to khushboo usi ki aye.
pyar ka nasha aankhon pe cha jaye
baat kuch bi na ho pr nam usi ka aye.
kal tak us khuda k the aaj apke ho baithe.
pyar suna to tha diwana kr deta hai
aaj khud krke hum b hosh kho baithe.
Kyun tumhare is ashiq ka parwano me naam lete ho
keh kar ke dil doge humari jaan lete ho.
pata hai nahi rakh sakte hum apni dhadkano pe kaabu
phir kyun humari mohabbat ka imtehan lete ho.
Dil unke liye he machalta hai
thokar khata hai or sambhalta hai.
kisi ne is kadar kar liya dil par kabja
dil mera hai per unke liye dhadkta hai.
Mohabbat or mout dono hi
bin bulaye mehmaan hote hai,
kab aa jaye koi nahi jaanta.
lekin dono ka ek hi kaam hai
ek Dil le jati hai to doosri Dhadkan.
Jab khuda ne tujhe banaya hoga
ek aadha jaam to usne bhi lagaya hoga.
Aise hi nashili nahi teri aankhen
jaam ka kuch asar to tere mein bhi aaya hoga.
Aaj har ek pal khoobsurat hai
Dil main teri sirf teri surat hai.
Kuch bhi kahe ye duniya gum nahi
duniya se jiada humko teri zarurat hai.
Kuch log zindgi me is kdar shamil ho jate hain
agar bhulna chaho to or yad ate hain.
bas jate hain wo dil me is kadar
k ankhen band kro to samne nazar aate hain.
Apko dekhkar ye nigah jhuk jayegi
khamoshi har bat keh jayegi.
pad lena in ankhon mei apne pyar ko
apki kasam sari kaynaat wahi ruk jaegi.
Hum to pyaar k saudagar hain
sauda sacha karte hai
par jab aap jaise dost ho khariddaar
to hum muft me bhi bik jaya karte hain.
Unki ek yaad bechan kar jati hai
har cheez me unki surat nazar aati hai.
aisa hal kiya unhone pyar me hamara
ke nind aati hai to ankhen bura maan jati hain.
Is dil ka ik arman hai
ik chand me hmari jaan hai.
Jise dur se dekhna to mumkin hai
Par milna kahan aasan hai.
Kyon ki hum to ik zameen hain
arr Vo ik aasman hai
Behte aashkon ki zubaan nahi hoti
lafzon mein mohabat bayaan nahi hoti.
Mile jo pyar to kadar karna
kismat har kisi par maherban nahi hoti.
Ishq aisa karo ki dharkn mein bs jaye
saans bi lo to khushboo usi ki aye.
pyar ka nasha aankhon pe cha jaye
baat kuch bi na ho pr nam usi ka aye.
For Further Reading,
0 comments:
Post a Comment